eslik etmek icin(sesine yetisicem hic kasma surda keyif olsun diye yazdık, akcigerin ,dalagın patlar allah korusun sakatlık cıkartıp ta insanın kursagında bırakma keyifini)bu sarkıyı hic durmadan catır catır oturdugu yerden soylemektedir haberin ola;
ali naam-e-manasto manam ghulaam-e-ali
hazaar jaane girami fidaye naam-e-ali
hydariyam kalam daram mastam
banda-e-murtaza ali hastam
peshwa-e-tamaam rindanam, ke sage
ku-e-sher-e-yazdaakam
kabhi diwaar hilti hai, kabhi dar kaanp jaata hai
ali ka naam sunkar abbhi khyber kaanp jaata hai
shah-e-mardaan ali
la fatah illah ali; shere-e-yazdaak ali, ali haqqq haqqq haqqq
ali ali ali ali ali ali ali ali
jab jaan mere tan se nikle tan pe mere yehi hoga
japle-japle re manwaa; yehi naam saccha hai pyaare
isi naam ne diya raaz haqeeqat ko
main kisi benawaan se kehtaa hun
sabke hajit rawaan se kehtaa hun
baat sher-e-khuda se kkehta hun
door ho ja najar se e mushkil
kyonki mushkil kuchal ke kehtaa hun kyonki who hai mere ali ali ali
shah-e-mardaan ali
la fatah illah ali; shere-e-yazdaak ali, ali haqqq haqqq haqqq
ali ali ali ali ali ali ali ali
ali ali ali maula ali ali haqq ali ali ali maula ali ali haqq ali ali ali maula ali ali haqq
hai tan par ali ali ho zubaan par ali ali
hey mar jaaon to kafan pe bhi likhana ali ali
hey maula, maula maula ali maula
ali maula ali maula ali maula ali maula
bagair hudde ali mudaha nahin milta
ibaadaton kaa bhi hargiz sila nahin milta
khuda ke bando suno gaur se khuda ki kasam
jise ali nahin milte khuda nahin milta
kasak talash na kuch bus-hatey nazar se mila
nishan-e-manzil-e-maqsood rahbar se milaa
ali mile to mile khana-e-khuda se hamein
khuda ko dhoonda to who bhi ali ke ghar se mila
ali ali ali maula ali ali haqq ali ali ali maula ali ali haqq ali ali ali maula ali ali haqq
khuloos-e-dil se ali ka jo naam leta hai
wohi to lazzat-e-umar-e-tamaam leta hai
khuda ke bando suno gaur ke khuda ki kasam
ali ka naam to girton ko thaam leta hai
haqq ! ali ali ali maula ali ali haqq ali ali ali maula ali ali haqq ali ali ali maula ali ali haqq
paigambari ke chaand ka haala ali ali
katil ki tirgee ka ujaala ali ali
paigam-e-kintagaar ka jauhar ali ali
imaan ke sabab ka kauhar ali ali
maula-ye-ali .. maula maula .
haqq ! ali ali ali maula ali ali haqq ali ali ali maula ali ali haqq ali ali ali maula ali ali haqq
mustaq-e-gibrail-e-muqarram ali ali
maula-e-qayanaat-e-muadzam ali ali
sardaar-e-ambiyadat tabassum ali ali
chashm-e-junoob-afzal-akram ali ali
haqq ! ali ali ali maula ali ali haqq ali ali ali maula ali ali haqq ali ali ali maula ali ali haqq
ibaadaaton ka jo unwaan hai to zikr-e-ali
kamaal-e-markaz-e-imaan hai to zikr-e-ali
sakoon-e-kalb ka samaan dhoondane waalo
sakoon-e-kalb ka samaan hai to zikr-e-ali
haqq ! ali ali ali maula ali ali haqq ali ali ali maula ali ali haqq ali ali ali maula ali ali haqq
maujood-e-kaaba-deen-e-maqammal ali ali
paigambari ka shahid-e-awwal ali ali
dir-de-zubaan-e-ehl-e-zaamana ali ali
yakhtar-e-roz gal-e-yeh gaana
altaaf-e-bebadal ka khazaana ali ali
insaan ki azmaton ka taraana ali ali
haqq ! ali ali ali maula ali ali haqq ali ali ali maula ali ali haqq ali ali ali maula ali ali haqq
nazar haqeeqat shanaaz payi to kyaa kahun kis adaa ko dekha
har-ek zarre main jalwaan farmaan mohammad-o-murtaza ko dekha
kasam khuda ki ali nabi se nabi ali se judaa nahin hai
ali ko dekha nabi ko dekha, nabi ko dekha khudaa ko dekha !
haqq ! ali ali ali maula ali ali haqq ali ali ali maula ali ali haqq ali ali ali maula ali ali haqq
sahar hui shab-e-meraaj ki to logon ne
jamaal-e-paak rukh-e-sayyad ul bashar dekha
kahaa gulaamon ne hamse bhi kijiye irshaad
jo kuch huzoor ne yaasha-arsh par dekha
to harfashaa hue naal-e-lam-e-rusool-e-kari
ajeeb martaba hyder ka arsh par dekha
wali wali ki sadaa thi jahaan pahunche
ali ali nazar aae jahaan dekha
deed hyder ki ibadat hai ye farmaan e nabi
deed hyder ki sab kar lo deed hyder ki
jinki mehfil hai wo mehfil mein zaroor aate hai!
deed hyder ki sab kar lo deed hyder ki
nigahen raah mein bichha do ke aap aaye
dilon ko farsh banaa do ke aap aaye hai!
deed hyder ki sab kar lo deed hyder ki
deed hyder ki ibadat hai ye farmaan e nabi
hai ali: rooh-e-nabi jism-nabi jaan-e-nabi
gul-e-taqheed ali, haqq ki shamsheer ali
peer-on-ke-peer ali! haqq!
haqq ! ali ali ali maula ali ali haqq ali ali ali maula ali ali haqq ali ali ali maula ali ali haqq
har ek wali ki dil sadaa hai ali ali
kul-daibaree ki aabo hawaa hai ali ali
jo aaye haq rah-numaa hai ali ali
mahboob-e-mustafaa khuda hai ali ali
haqq ! ali ali ali maula ali ali haqq ali ali ali maula ali ali haqq ali ali ali maula ali ali haqq
shah-e-mardaan ali
la fatah illah ali; shere-e-yazdaak ali, ali haqqq haqqq haqqq
ali ali ali ali ali ali ali ali....
neden bekliyorsun?
bu sözlük, duygu ve düşüncelerini özgürce paylaştığın bir platform, hislerini tercüme eden özgür bilgi kaynağıdır.
katkıda bulunmak istemez misin?